QIRDAAR

Yun to chehron Ke Piche Chehre hazar Hain,
Na Jaane yeh Logon Ka Kaisa Bajar hain
Har shakhs Yahan Chehre per Chehra Dal Apna qirdaar Nibha raha hain……
Na Jaane yeh kaun si rasam ayi hain,
Insan se to Behtar uska qirdaar-e-parchhai hain
Jhoot aur Fareb ka nakab dalkar woh alfazon ko Palat kar bata raha hain…..
Jo hi nahin hakikat Me aisa ,
woh khud ko bata raha hain…..
yah Kehte Hain Duniya bahut Ajeeb hai yaar,
Dard aur Tanhai ki kahani Suna raha hain……
Yahan Har shaks Apne qirdaar Ko chhodkar,
Ek alag hi qirdaar Nibha raha hain……
Waqt Agar Achha ho toh,
yeah Sath bhi Nibha Dete Hain…..
aur Waqt Agar bura ho toh,
yeah apni aukat bhi dikha Dete Hain…..
Jara Dhyan rakha karo
Aise logo ki Yaaron ,
Yahan Chehre per Chehra dalkar,
Har shaks Apna qirdar Nibha raha hain…..
jo hai Nahin Hakikat Mein aisa,
Woh Khud Ko bata raha hain…..!!

Shikha

Follow her at @shikhu_writes

Click here to check out posts of other contestants.


148 Comments

Snowy · August 30, 2020 at 11:49

Very good

Mukesh kumar · August 29, 2020 at 23:49

Bilkul badiya h 👌👌🔥🔥🔥🔥

Tanu · August 29, 2020 at 23:48

Deep lines🔥

Yogesh · August 29, 2020 at 23:47

Waah 👏🏻

Gurpreet kaur · August 29, 2020 at 23:47

Nice poem

Poonam agrawal · August 29, 2020 at 23:45

Beautiful composition…👌

Vaishali · August 29, 2020 at 23:41

Good work👍

Ramsha · August 29, 2020 at 23:40

So connected…deep lines👌👌🔥🔥

Anayra khanna · August 29, 2020 at 22:52

Msttt

Suhani · August 29, 2020 at 22:33

Bhut khoob👌😍

Comment here