
Khushnaseeb hai aaj woh
Sar jinke saya iska rehta hai
Kareeb rehta hai woh humare
Par ansoo fir bhi humse chhupata hai
Khud se hazaaro jhooth kehta hai woh
Humein lekin humesha sach kehna sikhata hai
Maa to roh kar bhi jataa jaati hai kisi tarah
Par ye dil mein gum liye yoon hi so jata hai
Beth lo kuch waqt unke sath bhi aaj
Baad mein fir bohot malaal reh jaata hai
Zindagi me chaahe kitne hi log aajae teri
Wo sab balidaaan ek baap hi kar pata hai
Khushnaseeb hai aaj woh
Sar jinke saya iska rehta hai !!
Bhushan Bajaj
Follow his writings on Instagram @creative__souls_
For submitting your write-ups, stories, poetries and prose, click here!
Follow us at :-

Submit your writings, poetry, short story, prose here. We will review them, and post the best ones on our website and give all the necessary credits!
1 Comment
3hampton · February 17, 2022 at 19:55
3condescend