And here we go, some shers/quotes for you full of hatred, revenge, anger & of course, love. You cannot separate hate from love, the former prevails, only because love once existed. Attitude Shayari for Girls Share these quotes and sayings images with your friends on Whatsapp, Facebook, Instagram and let Read more…
Bohot sher likhe, kuch nazmein bhi, par yeh “Pehle Pyaar ki Pehli Nazm” sabse kareeb hai mere
Woh hamara raat raat bhar baat karna shayad yaad nahi ab tumko, hoga bhi kaise, iss rishte mein itni dhundh jo agayi hai,
haa meri baat kuch aur hai, woh saari baatein jo ki thi humne, mujhe woh bhi yaad hain.
Unmein se kuch baatein, kuch calls maine record karli thi. Shayad pata tha mujhe ek din yeh sab bohot peeche chuth jaega ya shayar ek din tumhare hi sirahne let kar, tumhare hi saath, sun na chahta tha main woh sab.
Woh jo ek sweater tumne diya tha mujhe, ek din garmi mein pehen baitha main,
jab shareer ko raas nahi aya aur bukhar hogaya, toh sirahne rakh kar so gaya tha.
Bematlab bewajah hi sataya hoga, maine bhi toh usko tadpaya hoga ? rula kar mujhe beech mehfil sabke samne, akele mein, bina kisi kandhe ke, ek ashq toh usne bhi bahaya hoga ? Meri toh cheekhein suni hai aasman ne bhi, Meri toh cheekhein suni hai aasman ne bhi, neend Read more…
जो टूटा तुम्हे पाने का ख्वाब हक़ीक़त में,मैं ता उम्र फिर सोता रहा,जब जब भी देखा तुम्हे गैर की बाहों में,मैं खुद में से कतरा कतरा कम होता रहा । Jo toota tumhe paane ka khvaab hakeekat mein, Main ta-umr fir sota raha, Jab jab bhi dekha tumhe gair ki Read more…
Kuch ajeeb si kati pichli raat, Zehen mein tum rahi, Aur lafzon mein Ghalib! कुछ अजीब सी कटी पिछली रात, ज़ेहन में तुम रही, और लफ़्ज़ों में ग़ालिब। घर से दूर निकला हूँ, बनाने मैं एक घर नया, ना जाने क्यों देख कर हर दीवार, वही घर पुराना याद आता Read more…
“Love you Dad” Mujhe zindagi ne bohot kuch sikhaya hai ,Maine abhi apna paao zameen pe tikaya hai|Utra hu papa k khandhe se jabse ,Pathar aur kaante kitne hain raaho mein ye samajh mein aaya hai !!Maine abhi abhi apna paao zameen pe tikaya hai ! Yaad hai mujhe bachpan Read more…
Khushnaseeb hai aaj wohSar jinke saya iska rehta hai Kareeb rehta hai woh humarePar ansoo fir bhi humse chhupata hai Khud se hazaaro jhooth kehta hai wohHumein lekin humesha sach kehna sikhata hai Maa to roh kar bhi jataa jaati hai kisi tarahPar ye dil mein gum liye yoon hi Read more…
In this ever-so-engaging world, we tend to forget to live our lives without any stress and anxiety. We all miss our childhood, the unconditional life we used to have back then. Here is a poem about the same, by Miss Vyas! काश हम कभी बड़े ही ना हुए होते। काश Read more…
Unhein bhi fizool hote dekha hai maine, Jo fizool kar dete the baaki sab| उन्हें भी फ़िजूल होते देखा है मैंने,जो फ़िजूल कर देते थे बाकी सब । Jo kal tak tha gulaam mohabbat ka, Aaj badshah-e-nafrat ho chala hai| जो कल तक था गुलाम मोहब्बत का, आज बादशाह-ए-नफ़रत हो Read more…
Kisi roz kalam utha ke, ek panne par, Alfaz-e-jazbaat kuch aise bhar du, Ke saare rishte khatm kar, khud ko khuda kar du| किसी रोज़ कलम उठा के, एक पन्ने पर,अलफ़ाज़-ए-जस्बात कुछ ऐसे भर्दु,के सारे रिश्ते खत्म कर,खुद को खुदा करदूं। Yoon toh jis takht par hath rakha vo mera Read more…